Saya Tha Mera Wo - Sad Nazam

Ishq-Yaad-Shayari

Saya The Mera Wo

Dhuwan Sa Uth Raha Hai,
Aankhon Me Bujh Raha Hai
Khiyal Hai Ya Nashtar
Seene Me Gar Gaya Hai
Yaadon Ke Aasman Pe
Ik Tara Kho Gaya Hai
Saya Tha Mera Woh
Wo Mujh Se Bichar Gaya Hai…!

Leave a Comment